Kuch ab bhi baki hai
Kuch to baki hai ab bhi , warna teri yaad me aansuyon ne kyun ghera mujhe....kuch to baki hai ab bhi....warna un haseen palo k lamhe ab bhi kyun hasate mujhe....kuch to baki hai ab bhi .....warna palakon ki neendon ne kyun choda mujhe......Kuch to Baki hai ab bhi ....warna is Dil k na tutne ki aas kyun hai mujhe....Kuch to Baki hai ab bhi....warna kyun hai itna pyar mujhe tujhse AUR tujhe mujhse....
Comments
Post a Comment